Writings of Quaiser Khalid

Quaiser Khalid is a poet with immense understanding of human relations which has been enriched by his experience as police officer. He questions the established norms and thinks differently. He is among the few poets who have maintained the quality of thought, class of language and originality of perception in poetry in the modern age.

Below are some of his writings.

 

sirf pindār-e-ḳhirad to nahīñ shaġhl-e-hayāt, mātam-e-ilm-o-amal bhī to yahāñ hote haiñ. saḳhtī-e-hashr se hoñge na kisī taur bhī kam, un ke ham-rāh vo lamhe jo girāñ hote haiñ

jab apne va.adoñ se un ko makr jaanā thā, hameñ bhī saarī hadoñ se guzar jaanā thā. lahū taab se raushan thā kārvān-e-hayāt, fareb dene se behtar to mar jaanā thā. 

Some famous ‘Sher’ by Quaiser Khalid:

Dekha kiye hasrat se yu’n chaand ki jaanib sab,
Haa’nlaa’n ki shabab ek din her ek ka utarnaa hai
. 

Ummeed roz eik nayee le ke jaagiye,
Nakaamiyo’n ke bojh ko sar se utaar kar.
 

Is hasee(n) duniya ki aashayish se dil ukta uthe,
Zindagi ko aye Khuda itni bhi aasani na de.
 

Be jhajhak yu’n na milo hum se, zara yeh socho,
Jaane phir kiya Ho aghar dil mei’n shararat aayee.

Har yaqee’n bin tere jaise ke ghumaa’n lagta hai,
Khwaab taa’beer mei’n dhalte hai’n tere aane se.